Jal – Chup Chup Lyrics

Jal · Boondh
World

Chup chup ho tum gumsun khadey
Aankhon main he pyaar liye
Kahata he dil tum aaoge
Aa jaaon naa kyun ho khadey
Yah sab baaten jab yaad aae
Palkon se ansu taap taap bahen

Milte the jab ham kehete the

Dil kaa sakun tum hi to ho
Aankhon se tum pard lete the
Haalen dil jo bhi ho
Udate suraj ko dekhte the
Or phir chandani darshan kare
Chup chup ho tum gumsun khadey
Aankhon main he pyaar liye

Chhod ke ghar chalaa jon kabhi
Aankhon main ansu naa laana sanam
Pyaar se jab bhi yaad karoge
Yaadon main chalaa avangaa main sanam
Rasta kathan manzil nahin
Phir bhi main kyun rukta nahin
Jaataa hoon ab bhi us jagah pe
Jahaan baithte ham bhi kabhi
Wo naksa he sab he vahaan par
Jinhen banaaya karte the

Chup chup ho tum gumsun khadey
Aankhon main he pyaar liye
Kahata he dil tum aaoge
Aa jaaon naa kyun ho ...

Comments (0)