Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein

Yeh zameen chaand se behtar nazar aati hai hamein

Zindagi...
Har mulakaat...
Har mulakaat ka anjaam judaai kyun hai
Har mulakaat ka anjaam judaai kyun hai
Ab toh har waqt yahi baat sataati hai hamein

Comments (0)